Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haye sadke tere o banke mere haye sadke tere haye sadke tere o banke mere har baat teri matwali hai haye sadke tere kehle sunle dil ki baatein raat guzarne wali hai haye sadke tere o banke mere haye sadke tere raat ka aanchal dhalka jaaye dil ka sagar chhalka jaaye dil ka sagar chhalka jaaye aaj hua maloom ye mujhko dard se duniya khali hai haye sadke tere o banke mere haye sadke tere machlen umangen jee lehraye dil pehlu se nikla jaye dil pehlu se nikla jaye saaz e mohabbat chhed le pyare raat badi matwali hai haye sadke tere o banke mere haye sadke tere haye sadke tere o banke mere har baat teri matwali hai haye sadke tere
haye wo pardesi mann mein ho kaun disha se aa gaya haye wo pardesi mann mein ho kaun disha se aa gaya haye wo pardesi hay wo pardesi chaaron dishaon mein ae ji lage laaj ke pehre the ho parvat se bhi unche unche the saagar se bhi gehre the hooo chaaron dishaon mein ae ji lage laaj ke pehre the ho parvat se bhi unche unche the saagar se bhi gehre the haye wo pardesi mann mein ho kaun disha se aa gaya haye wo pardesi hay wo pardesi main toot ke phool si gir padun naa kisi jholi mein ho wo le naa jaye bitha ke mujhe nainon ki doli mein hoo main toot ke phool si gir padun naa kisi jholi mein ho wo le naa jaye bitha ke mujhe nainon ki doli mein haye wo pardesi mann mein ho kaun disha se aa gaya haye wo pardesi hay wo pardesi sochun khadi rok paayi nahin main jise aane se ho jayega wo to use kaise rokungi main jane se hoo sochun khadi rok paayi nahin main jise aane se ho jayega wo to use kaise rokungi main jane se haye haye wo pardesi mann mein ho kaun disha se aa gaya
Hazar Baatein Kahe Zamana
hazaar raahen mudd ke dekhin kahin se koi sada na aayee badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai jahan se tum mod mudd gaye the jahan se tum mod mudd gaye the ye mod ab bhi wahin pade hain hum apne pairon mein jaane kitne hum apne pairon mein jaane kitne bhanwar lapete hue khade hain badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai kahin kisi roz yun bhi hota kahin kisi roz yun bhi hota humari haalat tumhari hoti jo raat hum ne guzaree mar ke jo raat hum ne guzaree mar ke wo raat tum ne guzaree hoti badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai tumhen ye zid thi ke hum bulaate humein ye ummeed wo pukaarein hai naam hothon pe ab bhi lekin aawaaz mein pad gayee daraarein hazaar raahen mudd ke dekhin kahin se koi sada na aayee badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai humaari thodi si bewafaai
na hanso pyaar peee nadaan zamaane waaloo kya mitaaoge mohabbat ko mitaane waloo hazaaron rang badlega zamaana hazaaron rang badlega zamaana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana pighal jaate hain patthar mom ho kar pighal jaate hain patthar mom ho kar simat jaate hain katre mein samandarr muhabbat chhedti hai jab taraana muhabbat chhedti hai jab taraana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana ude to chaand taare tod laaye ude to chaand taare tod laaye gire to aag paani mein lagaye banaaye bijliyon pe aashiyana banaaye bijliyon pe aashiyana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana muhabbat maut se bhi kya maregi muhabbat maut se bhi kya maregi zamaane se muhabbat kya daregi ki iski thokaron mein hai zamaana ki iski thokaron mein hai zamaana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana na badlega muhabbat
hello darling hello darling hello darling bolo hello darling kisi naye sehar ka naam le babu dekha hai maine darjling hello darling bolo hello darling hello darling hello darling kisi naye sehar ka naam le babu dekha hai maine darjling hello darling hello darling hello darling darling darling subah savere uth ke kya karti hai pehla kaam haath jod ke pati ko patni karti hai parnaam parnaam to anpadh karte hain aur padhe likhe good morning hello darling bolo hello darling darjling darling theek an han darling darling l o v e love matlab pyaar l o v e love banta hai love ka matlab pyaar pyaar ho ya love matbal to yunhi ke do do chaar ye pyaar purana fashion hai love is new and charming hello darling bolo hello darling darjling darjling barabar am hm darling darling baat karo thodi aahista chal zara si tez tum koi hindustani ho ya kaale angrez main jo kehta hoon karo mazaak na karo main jo kehta hoon karo mazaak na karo suno ye waarning hello darling bolo hello darling
hey hey hello hello o o my jolly good fellow hey hey hello hello o my jolly good fellow dil mein hain jo jo baaten aaj wo keh lo keh lo hey hey hello hello o my jolly good fellow dil mein hain jo jo baaten aaj wo keh lo keh lo hey hey hello hello lo khula hai maikhaana laa kahaan hai paimaana pehle tum deewane the aaj hai saaki deewana hey hey hello hello hey hey hello hello o my jolly good fellow dil mein hain jo jo baaten aaj wo keh lo keh lo hey hey hello hello bhoolon saare ghum bhoolon aa baahon mein jhulo phir bhi jo naa pyaas bhujhe honton ke saagar chhoo lo hey hey hello hello hey hey hello hello o my jolly good fellow dil mein hain jo jo baaten aaj wo keh lo keh lo hey hey hello hello dekho kar lo do baaten roz kahaan aisi raaten rang jamaa do kuchh aisa yaad rahe ye mulaaqaten hey hey hello hey hey hello hello o my jolly good fellow dil mein hain jo jo baaten aaj wo keh lo keh lo hey hey hello hello o my jolly good fellow dil mein hain jo jo baaten aaj wo
hello hello sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare sun sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare kitna haseen hain aaj ka mausam main to sajji hoon aa mere baalam kitna haseen hain aaj ka mausam main to sajji hoon aa mere baalam dil ki tadap ko tu kya jaane haaye kahun kya dil ka aalam hello hello aa bhi jaa mere dil sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare juhu ke kinaare aa ke milenge mil ke wahaan se door chalenge juhu ke kinaare aa ke milenge mil ke wahaan se door chalenge dekh ke apna pyaar muhabbat jalne waale aur jalenge hello hello yaad rakhna jaldi aana sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare chaand sitaare kar ke ishaare teer humare dil mein utare tu jo nahin to jeevan soona tere dam se saari bahaaren hello hello tumse pyaar hai sach kehti hoon sun sun sun re balam
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa heyy eee abdulla heyy eee abdulla naagin waala aa gaya jaadoo ban kar chha gaya chhede hain been pyaar kiiii oooo oooo heyy eee abdulla heyy eee abdulla naagin waala aa gaya jaadoo ban kar chha gaya chhede hain been pyaar kiiii oooo oooo heyy eee abdulla naagin jab lachke rehna zara bach ke naagin jab lachke rehna zara bach ke ye naina jiss pe mod de deewana kar ke chhod de deewani dildaar kiii oooo oooo heyy eee abdulla heyy eee abdulla naagin waala aa gaya jaadoo ban kar chha gaya chhede hain been pyaar kiiii oooo oooo heyy eee abdulla hum bhi hain kamaal ke jaadoo nahin daalte hum bhi hain kamaal ke jaadoo nahin daalte par apni baat baat pe reh jaaye naach naach ke mehfil ye sansaar ki oooo oooo heyy eee abdulla heyy eee abdulla naagin waala aa gaya jaadoo ban kar chha gaya chhede hain been pyaar kiiii oooo oooo heyy eee abdulla heyy eee abdulla naagin waala aa gaya jaadoo ban kar chha gaya chhede hain been pyaar kiiii oooo
hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu nahin hai dard waali garaj si matwaali duniya phir bhi dekho toh baabu pyaar se nahin hai khaali duniya nahin hai dard waali garaj si matwaali duniya phir bhi dekho toh baabu pyaar se nahin hai khaali duniya sun pyaare kaho pyaare matwaale ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu yeh hai zamaana tera hey baabu nahin kuchh mushkil itna laga ke dil sun le tera gulzaar hai yeh teri hi bahaar kali chun le ho nahin kuchh mushkil itna laga ke dil sun le ho tera gulzaar hai yeh teri hi bahaar kali
han aaaa aaa aaa hey girdhari krishna murari hey girdhari mere krishna murari mohe aiso de vardaan meri drashti mein sukh aur dukh ho donon ek samaan girdhari mohe aiso de vardaan murari mohe aiso de vardaan mere mann ko moh na le kahin jhoothi jag ki mayaa do roti do kapda dena sar pe chhat ki chhaya ho oo itna bhi na dena mujhko itna bhi na dena mujhko ho jaaye abhimaan girdhari mohe aiso de vardaan murari mohe aiso de vardaan dol rahi hai bhavsager mein meri jeevan naiyya paar lagana apne haathon ban ke aaj khiwayya ho oo naam na chhoote mukh se tera naam na chhoote mukh se tera jab lage gatne pran girdhari mohe aiso de vardaan murari mohe aiso de vardaan
giri swarg se ganga tumne sir dhar saagar tak pahunchaya main charanon mein gira to tumne palkon koo upar naa uthayaa oooo oooo ooooo ooooo oooooo oooooo ooooo oooo ooooo oooo ooooo ooooo hey mahadev meri laaj rahe hey mahadev meri laaj rahe meri laaj rahe tera raaj rahe hey mahadev meri laaj rahe zehar kanth mein naag gale mein aag nayan mein zehar kanth mein naag gale mein aag nayan mein phir bhi amrit tumhi lutate iss tribhuwan mein aaj bhakt par dheer padi hai aaj bhakt par dheer padi hai phir tum kahan biraaj rahe hey mahadev meri laaj rahe meri laaj rahe tera raaj rahe hey mahadev meri laaj rahe naath bata do iss mandir mein vishwnaath ho naath bata do iss mandir mein vishwnaath ho aaj dikha do koi naa jiss ka uske saath ho rahi gareebi bhakto ki phir rahi gareebi bhakto ki phir kaise greeb nivaaj rahe hey mahadev meri laaj rahe meri laaj rahe tera raaj rahe hey mahadev meri laaj rahe bhent dharu kya raam bhakt se raamayan lo naraayan ki amar katha ko
hey maine kasam lee lee hey toone kasam lee lee nahin honge judaa hum hey maine kasam lee lee hey toone kasam lee lee nahin honge judaa hum hey maine kasam lee saans teri madir madir jaise rajanigandha pyaar tera madhur madhur chaandani ki ganga hmm saans teri madir madir jaise rajanigandha pyaar tera madhur madhur chaandani ki ganga nahin honge judaa nahin honge judaa nahin honge judaa hum maine kasam lee lee hey toone kasam lee lee nahin honge judaa hum hey maine kasam lee ha ha ha ha paa ke kabhi khoya tujhe kho ke kabhi paaya janam janam tere liye badli humne kaaya hoon hoon paa ke kabhi khoya tujhe kho ke kabhi paaya janam janam tere liye badli humne kaaya nahin honge judaa nahin honge judaa nahin honge judaa hum maine kasam lee lee hey toone kasam lee lee nahin honge judaa hum hey maine kasam lee hmmmmmmm hmmmmmmmm ek tan hai ek mann hai ek praan apne ek rang ek roop tere mere sapne hoon hoon ek tan hai ek mann hai ek praan apne ek rang ek roop tere mere
ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram ram hey manwa ree manwa jeevan hai sangram manwa ree manwa jeevan hai sangram manwa ree manwa jeevan hai sangram lok yahin parlok yahin hai yahin dhara aur vyom yahin dhara aur vyom yahin puratan narayan hai yahin sanatan om yahin sanatan om isse bada nahin koi naam isse bada nahin koi naam manwa ree manwa jeevan hai sangram iske kartab ajab anokhe gajab ke iske khel gajab ke iske khel surya chandra ke deep jalata bin bati bin tel bin bati bin tel yahin saware saare kaam yahin saware saare kaam manwa ree manwa jeevan hai sangram
heyyyyyy meri aawaaz ke doston hey ye dosti na toote humari ye dosti na toote humari ban jaaye dushman ye duniyaa saari heyyyyyy meri aawaaz ke doston hey ye dosti na toote humari ye dosti na toote humari ban jaaye dushman ye duniyaa saari geeton bhari ye shaam hai chhalka ye dil ka jaam hai aree geeton bhari ye shaam hai chhalka ye dil ka jaam hai johny hai mera naam yaaron sabko mera salaam hai mehfil ka ye rang na toote jab tak subha na ho heyyyyyy meri aawaaz ke doston hey ye dosti na toote humari ye dosti na toote humari ban jaaye dushman ye duniyaa saari kitna main khushnaseeb hoon jo aapke kareeb hoon aree kitna main khushnaseeb hoon jo aapke kareeb hoon sharma raha hoon apnon se main aadmi ajeeb hoon bas do chaar mulaqaatein hone do phir dekhooo heyyyyyy meri aawaaz ke doston hey ye dosti na toote humari ye dosti na toote humari ban jaaye dushman ye duniyaa saari jab tak rahe jawaaniyan tab tak rahe nishaniyan are jab tak rahe jawaaniyan tab tak rahe
raaju o daddy hey raaju hey daddy mummy se tum meri sulah kara do ek pappi se saara jhagada mita do pyaar main tumhe din raat karunga pyaar main tumhe din raat karunga achchha main mummy se baat karunga aaa achchha main mummy se baat karunga hey raaju hey daddy ha ha raaju o daddy kehna bhool jaaye meri ik bhool ko haa haa kehna bhool jaaye meri ik bhool ko dhool mein na phenke aise kisi phool ko meri taarifen karna meri taarifen karna behisaab tu le ke aana koi achchha sa jawaab tu are re re mai tum se kal mulaaqaat karunga main tum se kal mulaaqaat karunga achchha main mummy se baat karunga aaa achchha main mummy se baat karunga ha ha ha raaju oh daddy ha ha raaju aye hey hey daddy daddy phir dekho sapne salone awwh daddy phir dekho sapne salone awwh pehle mujhe le do dher se khilone oh ho ho muft mein hi kaam na aise nikaalo haath daalo jeb mein paise nikaalo nikaalo paise nikaalo haan haan paison ki to main barsaat karunga paison ki to main barsaat karunga
oooooo oooo ooooooo hey raam humaare raamchandra hey raam humaare raamchandra hey raam humaare raamchandra hey raam humaare raamchandra hey raam humaare raamchandra hey raaaaaaaaaam hey raaaaaaaaaam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam
hey re kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa hey re kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa jisne tujhko janam diya ke jisne tujhko palaaa kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa maani maantayein aur devi dev pooje peed sahi devki ne dhoop mein nehlaane ka god mein khilane ka sukh paaya jashoda ji ne ek ne tujhko jeewan diya re ek ne jeewan sambhala kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa marne ke dar se bhej diya ghar se devki ne re gokul mein bina diye janam jashoda bani mata tujhko chupaya aanchal mein ek ne tan ko roop diya re ek ne mann ko dhala kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa janam diya ho chahe pala ho kisi ne bhed ye mamta na jaane koi bhi ho jisne diya ho pyaar maa ka mann to maa usi ko maane ek ne tujhko di hai re aankhein ek ne diya ujala kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa hey re kanhiyaaa kisko kahega tu maiyaa
hey tera mukhda bada salona hai are hey tera mukhda bada salona hai isi baat ka isi baat ka isi baat ka to rona hai hey tera mukhda bada salona hai are hey tera mukhda bada salona hai wo baat aaj keh di jo baat keh na paaya jab thi tujhe mohabbat kyun haal e dil chhupaya wo baat aaj keh di jo baat keh na paaya jab thi tujhe mohabbat kyun haal e dil chhupaya tera roop nahin hai sona hai tera roop nahin hai sona hai isi baat ka isi baat ka isi baat ka to rona hai hey tera mukhda bada salona hai are hey tera mukhda bada salona hai ooooooo aaaaaaaa ooooooo ae meri zindgaani main tujhpe mar mita hoon tu aaj mar mita hai muddat se main fida hoon ae meri zindgaani main tujhpe mar mita hoon tu aaj mar mita hai muddat se main fida hoon teri aankh mein jaadu tona hai teri aankh mein jaadu tona hai isi baat ka isi baat ka isi baat ka to rona hai rona hai hey tera mukhda bada salona hai are hey tera mukhda bada salona hai hum saath hi chalenge jeewan safar mein milke pehle hi
damuabaaruruuuuuuuuuuuu aayo reee hey thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya hey kaali ghataaon ne saajan ko natkhat bana diya hey thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya hey kaali ghataaon ne saajan ko natkhat bana diyaaaa hey thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya aaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa barkha bahaar barkha bahaar barkha bahaar aayi barkha bahaar jaane kis birhan ne likhi koi chitthi piya ke des re aayi purwaai leke pardesi ki preetam ka sandes re baadal ne baadal ne baadal ne rutt ko kajal laga diya gori ka ghoonghat utha diya hey thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya damuabaaruruuuuuuuuuu heyy aayo reee rimjhim puhaar rimjhim puhaar rimjhim puhaar pade rimjhim puhaar teri nazar sab pe tujhe sabki khabar par yeh pata hai ke nahin maine to saawan se kaha chupke se wo tune suna hai ke nahin saawan se saawan se saawan se pehle mann ne bata diya saajan ko natkhat bana diya hey kaali ghataaon ne saajan ko natkhat bana diyaaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haye Sadke Tere Hulchul (1951) 02:30 37336
 
Poster of Hulchul (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Khumar Barabankvi
Music Director- 
Sajjad Hussain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 02:30   Song Number : 37336   

Haye Wo Pardesi Barsaat Ki Ek Raat (1981) 04:37 38507
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 04:37   Song Number : 38507   

Hazaar Baaten Kahe Zamaana Ghatna (1974) 03:53 37728
 
Poster of Ghatna (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:53   Song Number : 37728   

Hazaar Raahen Mudd Ke Thodisi Bewafaii (1980) 05:21 20512
 
Poster of Thodisi Bewafaii (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 05:21   Song Number : 20512   

Hazaaron Rang Badlega Zamaana Shirin Farhad (1956) 03:50 39893
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 39893   

Hello Darling Darling Darling (1977) 05:06 37455
 
Poster of Darling Darling (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Dev Anand
Duration : 05:06   Song Number : 37455   

Hello Everybody Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 04:28 13239
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:28   Song Number : 13239   

Hello Hello Sun Sun Pyar Mohabbat (1966) 03:35 14021
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 03:35   Song Number : 14021   

Hey Abdulla Naagin Waala Ishaara (1964) 05:08 13382
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Dilip Sen
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Vyjayanthimala
Duration : 05:08   Song Number : 13382   

Hey Babu Yeh Hai Zamana Tera Bhagam Bhag (1956) 03:32 19379
 
Poster of Bhagam Bhag (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Bhagwan Dada, Kishore Kumar
Duration : 03:32   Song Number : 19379   

Hey Girdhari More Krishna Murari (Part 2) Vardaan (1974) 03:20 32159
 
Poster of Vardaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Om Prakash, Others
Duration : 03:20   Song Number : 32159   

Hey Mahadev Meri Laaj Tulsidas (1954) 04:51 14358
 
Poster of Tulsidas (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahipal
Raag- 
Malkauns
Duration : 04:51   Song Number : 14358   

Hey Maine Kasam Lee Tere Mere Sapne (1971) 03:55 18112
 
Poster of Tere Mere Sapne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mumtaz
Duration : 03:55   Song Number : 18112   

Hey Manwa Re Bajrangbali (1976) 04:11 37743
 
Poster of Bajrangbali (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 04:11   Song Number : 37743   

Hey Meri Aawaaz Ke Doston Amne Samne (1982) 06:53 32298
 
Poster of Amne Samne (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Others
Duration : 06:53   Song Number : 32298   

Hey Raaju Hey Daddy Ek Hi Bhool (1981) 05:07 37144
 
Poster of Ek Hi Bhool (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Jeetendra
Duration : 05:07   Song Number : 37144   

Hey Raam Guide (1965) 02:26 14370
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 02:26   Song Number : 14370   

Hey Re Kanhaiya Chhoti Bahu (1971) 03:54 15569
 
Poster of Chhoti Bahu (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:54   Song Number : 15569   

Hey Tera Mukhda Bada Salona Hai Dhokebaaz (1984) 05:36 12172
 
Poster of Dhokebaaz (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Duration : 05:36   Song Number : 12172   

Hey Thandi Hawaaon Prem Nagar (1974) 06:16 13987
 
Poster of Prem Nagar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Rajesh Khanna
Duration : 06:16   Song Number : 13987